We didn't lose the game; we just ran out of time

- Vince Lombardi.

some hindi couplets

na karoon bharosa haath ki lakeeron par, na sitaron par
hume to chalana hai in sitaron ko apne isharon par

-----------------------------------
Ye seediyan unhe mubaarak jinhe chhat par jaana hai,
Jo aasma ki aarzu rakhte hain, unhe apna raasta khud banana hai

-----------------------------------------


Kinaro se aye Nakhuda Mujhko door hi rakh,
Le chal mujhe waha Jahan toofaan uthte ho

--------------------------------

Jindag
i ki asli udaan abhi baaki hai
Jindagi ke kai imtehan abhi baaki hai
Abhi to naapi hai mutthi bhar zamin humne
Abhi to sara aasman baaki hai

-------------------------------------
-----


Mushkile dilo ke iraade azmayegi
Khwaabo ke parde nigaaho se hatayegi
Girkar tujhe hai sambhalna
Yeh thokaren hi tujhe chalna sikhayegi
-------------------------------
----------

Thank You

To those of you who laughed at me, thank you.
Without you I wouldn't have cried.

To those of you who just couldn't love me, thank you.
Without you I wouldn't have known real love.

To those of you who hurt my feelings, thank you.
Without you I wouldn't have felt them.

To those of you who left me lonely, thank you.
Without you I wouldn't have discovered myself.

But it is to those of you who thought I couldn't do it;
It is you I thank the most,
Because without you I wouldn't have tried.

Author Unknown

Big shots are little shots who just keep shooting

- Christopher Morely
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai,
Dekhna hai zor kitna baazu-e-qaatil mein hai.

Karta nahin kyun doosra kuch baat-cheet,
Dekhta hun main jise woh chup teri mehfil mein hai.
Aye shaheed-e-mulk-o-millat main tere oopar nisaar,
Ab teri himmat ka charcha ghair ki mehfil mein hai.
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai.

Waqt aanay pe bata denge tujhe aye aasman,
Hum abhi se kya batayen kya hamare dil mein hai.
Khainch kar layee hai sab ko qatl hone ki ummeed,
Aashiqon ka aaj jumghat koocha-e-qaatil mein hai.
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai.

Hai liye hathiyaar dushman taak mein baitha udhar,
Aur hum taiyyaar hain seena liye apna idhar.
Khoon se khelenge holi gar vatan muskhil mein hai,
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai.

Haath jin mein ho junoon katt te nahi talvaar se,
Sar jo uth jaate hain voh jhukte nahi lalkaar se.
Aur bhadkega jo shola-sa humaare dil mein hai,
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai.

Hum to ghar se nikle hi the baandhkar sar pe kafan,
Jaa hatheli par liye lo badh chale hain ye qadam.
Zindagi to apni mehmaan maut ki mehfil mein hai,
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai.

Yuun khadaa maqtal mein qaatil kah rahaa hai baar baar,
Kya tamannaa-e-shahaadat bhi kisee ke dil mein hai.
Dil mein tuufaanon ki toli aur nason mein inqilaab,
Hosh dushman ke udaa denge humein roko na aaj.
Duur reh paaye jo humse dam kahaan manzil mein hai,

Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai.
Dekhna hai zor kitna baazuay qaatil mein hai.


-Bismil